Kya main tera hissa hun
Kya main Tera hissa hun
Ya bs ek jhootha kissa hun
Kya main teri rooh ka sakuun hun
Ya bs Teri aadaton ka junoon hun
Kya main tujhse darrta hun
Ya bs tujhse ladhta hun
Kya tu mujhko takti hai
Ya bs Mai bhatakta hun
Ae Zindagi bs itna Bata de
Kya main Tera hissa hun
Ya bs ek jhootha kissa hun
Comments
Post a Comment